Funny sms
Tuesday, October 21, 2008 2:59
ek bachey ne
ek bachey ne buriya k pass patakha rakh diya
log chilaye
bari b patakha
bari b patakha
wo sharma k boli chal hat wo din kahan.
1 angraiz ne
i angraiz ne pakistani mirchiyon wala khana khaya .
subha toilet se aa ker bola
“ab pata chala pakistani pani se q dhotey hain. tissue se aag nahe bhujte na.
jungal main mangal
jungal man mangal tere hi dum se,
ye shor kis ne machaya hai.
wah re bandar tujhay aa insam ka sms aya hai .
doctor patient se
Doc tabyat kaisey hai.
mariz: pehley se kharab hai.
Doc : dawai khali thi kya.
mariz: nahe dawai ki sheeshe to bhari howe the.
Doc : i mean dawai la le the.
mariz aap ne de the to main ne la le the.
doc: bewaqoof dawai pi li thi.
Mariz : nahee sahab dawai ti laal thi.
doc: abey gadhey dawai ko pi liya tha
mariz : nahe sahab pilia to mujhay tha.
Doc sale dawai ko mou se laga ker pet main dala tha.
mariz :nai
doc : q
marizaap ne he to kaha tha k dawa ko dhakan laga ker rakhna .”me theek to
ho gao ga na doc sahab ?.
1 admi ki biwi
1admi ki biwi hospital main thi.
usne nurse se kaha agar larki ho to kehna fail
or larka ho to keha pass.
bacha peda otey he mar gaya
to nurse bole sir jee aap ko supply lage hai.
1 angraiz pakstan
1 angraiz pakistan ayaa urdu sekhna.
kuch arsey wapas gaya to waha logon ne pooocha k kya sekha
Angraiz bola “bijli chali gaye” bijli aa gai”.